This is 21st century Deewar with two brothers Ravi (Shashi Kapoor) and Vijay (Amitabh Bachchan) who are programmers. They are at clash, because Vijay is indulging into using computer resources for downloading illegal software and software piracy, and Ravi has been assigned task by system administration, of clearing system of such evils. He is writing a program to identify and weed out such net-hackers. So this is the fight between Ravi's ethics and Vijay's philosophy. Vijay logs in and starts chatting with Ravi who is already logged in.
Amitabh - Shukar hai aaj tum bug fix nahi kar rahe ho. Muze login karane mein der to nahi hui.
Shashi- Koi bat nahi, netscape chalanewale hamesha slowhi kam karate hai.
Amitabh - Mai jo kuch kahana chahata hun usake pahale puch lun, ki muze sunanewala kaun hai ek bhai, ya system administrator.
Shashi- Jabtak ek bhai programming kar raha hai, ek bhai sun raha hai. Jab mpegs play karega, ek system administra! tor sunega.
Amitabh- Ravi tumhe malum nahi, ki programmers ko tumne apna dushman bana liya hai. Aaj to maine unko virus spread karanese rok liya, par shayad kal na rok saku. Tum documentation mein transfer lelo Ravi.
Shashi- Net hacker bhai ka login karke bol raha hai.
Amitabh- Lagata hai wo jo partition hum dono ke disk mein hai, wo is pc ke hard disk se bahot bada hai. Ravi tumhe malum nahi jo program tum likh rahe ho, uska unjaam kya ho sakata hai.
Shashi- Jo program mein likh raha hun, wo hang bhi ho sakata hai par jo program tum chala rahe ho uska unjaam sirf core dump hi hai mere bhai.
Amitabh- Main to mera code run kar chuka hun, par tumhare paas to abhi bahot memory hai. Yahan aur bhi companies hai, tum udhar kyoun nahi chale jate.
Shashi- Nahi, mere usool, mere adarsh muze iski ijazat nahi de sakate.
Amitabh- Oof!!!! tumhare usool, tumhare adarsh.!!!! kis kam ke hai tumhare usool. Tumhare tamam usulon ko computer ! mein dalkar do line ka code nahi likha ja sakata ravi. Jin adarshon pe chalkar tum apne programs likh rahe ho kya diya hai tumko un adarsho ne. Ek do KB ka ram, 1MB ka 286 PC, ek do kaudi ka pager. Hum dono ne is pc se programming chalu ki aur tum kaha rah gaye, aur main kahan aaa gaya. Aaj mere paas mpegs hai, Avi hai, jpegs hai, Pentium IV hai, aur kya hai tumhare paas.
Shashi- Mere paas Root Password hai, bhaaaaaai ....

0 comments:
Post a Comment